Song Title: Tum Ho
Music Director: A R Rahman
Lyricist: Irshad Kamil
Singer(s): Mohit Chauhan, Suzanne D'Mello
Tum Ho Lyrics
Tum ho..
Paas mere
Saath mere
Ho tum yoon..
Jitna mehsoos
Karoon tum ko
Utna hi paa bhi loon
Tum ho..
Mere liye
Mere liye
Ho tum yoon..
Khud ko mein
Haar gaya tumko
Tumko main jeeta hoon
Tum ho..
Kahin se..
Kahin ko..bhi
Aao bewajah chale
Pooche bina kisi se
Hum mile..
Bandishein naa rahin
Koi baaki..
Tum ho..
Tum ho..
Paas mere
Saath mere
Ho tum yoon..
Jitna mehsoos
Karoon tum ko
Utna hi paa bhi loon
Oo..Oho..
Oo..oho ho..
Oo..Oho..
Kis tarah..
Cheenega..
Mujhse yeh jahan
Tumhe..
Tum..bhi ho
Kya fikar
Ab hume..
Tum ho..
Mere liye
Mere liye
Ho tum yoon..
Khud ko mein
Haar gaya tumko
Tumko main jeeta hoo..
Movie Details
Movie: Rockstar (2011)
Director: Imtiaz Ali
Producer: Dhillin Mehta
Banner: Eros Entertainment, Shree Ashtavinayak Cinevision Ltd
Cast: Ranbir Kapoor, Nargis Fakhri, Aditi Rao Hydari
Release Date: November 11th 2011