bhagwan teri duniyaa mein..Asha Bhosle_Shakeel B_Ghulam Mohammad..Rail ka Dibba1952..a tribute
Song : bhagwaan teri duniyaa mein insaan nahin hai..
Film: Rail ka Dibba ,1953,
Singer : Asha Bhosle,
Lyricist : Shakeel Badayuni,
Music: Ghulam Mohammad,
Director : Prem Narayan Arora,
Cast : Shammi Kapoor, Madhubala, Sajjan, Om Parkesh, Yasmin, Cuckoo, Jayant, Ram Avtar, Manju, Amar, Pratima Devi,
Production Co: All India Pictures,
This song is picturised on Madhubala and Omprakash is also seen in the clip.
Lyrics:-
bhagwaan
bhagwaan
bhagwaan teri duniyaa mein
bhagwaan teri duniyaa mein insaan nahin hai
insaan nahin hai
masjid bhi hai mandir bhi hai imaan nahin hai
imaan nahin hai
bhagwaan teri duniyaa mein
bhagwaan teri duniyaa mein insaan nahin hai
insaan nahin hai
masjid bhi hai mandir bhi hai imaan nahin hai
imaan nahin hai
aapas mein yahaan phoot hai dil sabke judaa hain
daulat jinhe mil jaaye wahi log khudaa hain
itnaa bhi nahin sochte ham kaun hain kyaa hain
insaan ko
insaan ko insaan ki pahchaan nahin hai
bhagwaan teri duniyaa mein
bhagwaan teri duniyaa mein insaan nahin hai
insaan nahin hai
masjid bhi hai mandir bhi hai imaan nahin hain
imaan nahin hain
tu chaahe to har mauj ko toofaan banaa de
sachchaa hai to bigde huye imaan banaa de
in khaaq ke
in khaaq ke
in khaaq ke putlon ko phir insaan banaa de
warnaa main samjhongi tu bhagwaan nahin hai
bhagwaan teri duniyaa mein
bhagwaan teri duniyaa mein insaan nahin hai
insaan nahin hai
masjid bhi hai mandir bhi hai imaan nahin hai
imaan nahin hai..
Storyline :-
A heart-warming tale of good samaritanism. A poor but large-hearted young man gives shelter to three helpless, forlorn people in his home - an abandoned railway coach. However, tensions arise in the group when he marries one of the inmates, a young, destitute girl, since his friend (one of the other inmates) loves her too. The group breaks up and the coach is abandoned. Time passes, fortunes turn and penitence brings the group back together. Written by Hrishi Dixit