Support our efforts,
sign up for our $5 membership!
(Start for free)
Register or login with just your e-mail address
 Videos 

PUTRA (BETA) KESE PAIDA KARE!!! IS IT POSSIBLE !! conceive baby boy

PUTRA (BETA) KESE PAIDA KARE!!! IS IT POSSIBLE !! Agar aap beta paida karna chahte ho to ye video pura dekhe , me is video me jo bataunga vo apne pehle kabhi suna nahi hoga ,par yahi sachhai hen , dosto me asi video lata rehta hum to meri channle ko subscribe kre taki apko meri video milti rahe Dosto me pehle batana chata hun ke bache ka ling kis bat pe adharit hota hen , apko pata hoga ki pursh ki virya me shukranu hote hen jo mahila dvra chode jane vale ande ko falit krte hen jissse bachha hota hen , yaha pe purush ke shukranu me chromosome hete he vo xy aur xx hota hen aur mahila ke ande me chromosome hota hen vo xx hi hota hen , to falan ke time pe agar xy vala shukranu ande ko falit karta hen to bachha beta hi pida hota hen aur xx vala shukranu ande ko mile to vo beti hi paida hoti he .yaniki bache ka ling purush ke shukranu pe aadharit hen, to yeh hen complet prossec bachhe ka ling ke liye , isme koi masik chakra ka din mayane nahi rahkhata , muje pata hen apne bahot si video me dekha hoga ki masik e 10, 12, 14 ve din sambhog karne se beta prapt hota hen, likin ye sarasar juth hen, kabhi bhi sex karne se beta ya beti pida hone ke chance 50% hen , aur kai video me to vaha takh hen ki morpich se bete ki prapti hoti hen to ye sab andhavisavas hen, ase video banake vo lakho rupiye kamate hen , mera ye video banane ka makasad sahi jankari sabko mile, me khud doctor hun aur logo ko jagruk karna mera kam samjta hun , dosto beta ya beti prapt hona agar insan ke hath me hota to is dharti pe shayad ladki nahi hoti aur srusti ka vinash ho jata, asha karta hun ki apko video samj me aya hoga ase aur video ke liye subscribe kare channle ko aur koi sawal ya sujav hen to comment me likhe aur video achha laga to like jarur kare thank you
Top songs from around the world today


© 2001-2024
top40-charts.com (S6)
about | site map
contact | privacy
Page gen. in 0.8245871 secs // 57 () queries in 0.017690658569336 secs